FAMILY VISA MAIN ROKAWAT
Naqsh No 25 (FAMILY VISA MAIN ROKAWAT): Hamara
yea mozoo un afrad k liye hai jo apni family k behter mustakbil k liye family k
sath Bairon E Mulk jana chahtay hain lakin unko family visa main boht c
rokawaton ka samna karna parta hai. Agr ghar k kisi aik fard ka visa lag jaye
to doosray k visa main rokawat aa jati hai jis wajah say sari family Bairon E Mulk nahi ja pati. Sochne ki baat yea hai k in
rokawaton ki asal wajah kia hai?